You Are Here: Home » Posts tagged with "Poetry Sms"
Khamoshiyaan teri mujh se baat karti hai,
Tera har dard samajhti hai,
Pata hai majboor tu bhi aur me bhi,
Phir bhi aankhe didaar ko tarasti hai…
Dosti humari ibaadat hai aap ki,
Ankho se pyaar jatana aadat hai aap ki,
Apne pyaar ko nazar naa lage,
Chupa...
nA kisi ki Aankh ka noor hoon na kisi k dil ka karar hOon
jo kisi k kaam na AA saka mein wo ek musht-e-gubaAr hoOn
na to mEin kisi ka haBib hOon na kisi k dil ka karar hoon
jo bigar gaya wo naseEb hoon jo ujer gaya wo dayyar hoon
mera rang roop biger...
mujhse bhi teri aankhon k rishte wahi to hain
badal k bahar se rishte ajeeb hain
kaali ghata k dasht pe barfon ka rakht hai
jitne zameen pe bahte hain dariya un sabhi ka rukh
ik be mahar be kinaar manzil ki simt hai
khawabon main ik bheegi huyee khush...
Tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye
tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham
magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham
Tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye
tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
Dukh dard ke maaron se mera zikar na kerna…**
* * ghar jao to yaaron se mera zikar na kerna… **
* * woh zabt na ker payenge aankhon ke samandar…* *
* * tum raah guzaron se mera zikar na kerna… **
* * phoolon ke nasheman mein raha...
chal padi hai kashtiyaan samandar, door hai kinaraa
in maajoon se pooch lena, kya haal hai hamara
ab hawaein kareingi, roshiniyon ka faisla
jis diye main jaan hogi, woh diya reh jayega
Saath Humara pal bhar ka sahi,
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi
Mujhe Har Kaam Se Pehle
Sehar Se Shaam Se Pehle
Yahi Aik Kaam Karna Hai
Tumara Naam Lena Hai,
Tumhe Ko Yaad Karna Hai
Ke Jab Bhe Dard Pena Hai
Ke Jab Bhe Zakham Sehna Hai
Gham -e-Duniya Se ghabra Kar
Mujhe Jab Jaam Lena Hai
Tumara Naam Lena Hai
Tum He...
Hamain kash tum say muhabbat na hote
Kahani hamari haqeeqat na hote
Na dil tum ko dete na majboor hote
Na duniya na duniya kay dastoor hote
Qayamat say pahlay na qayamat hote
Hamain kash tum say muhabat na hote
Hum hi berh gye ishq main had say agay
Zamanay...
Jab saawan mein tanha bhego gay
Jab aangan khaali paao gay
Jab saahil se takraati lehron mein
Apni tanhaai mein kho jaao gay
Jab raat ke tanha daaman mein
Tum chaand ko aadha paao gay
Jab khud se baatein kartey kartey
Tum door kahin kho jaao gay
Jab dil...
Ghulabon se Mehki Lari ho gayi hoon
Mohabbat ki Pehli Kari ho gayi hoon
Mujhe Tuu ne aisi Nighaah se dekha
K Mai ek Pal mai Bari ho gayi hoon
Sar-e-Shaam aane ka hai us ka Wada
Mai Subah se Darr per Khari ho gayi hoon
Na Churwa sakoge kabi Haath apna
Mohabbat...
Ishq wahi hai jo ho ek tarfa,
Izhaar-e-ishq to khwaish ban jaati hai,
Hai agar ishq to ankho me dikhao,
Zuba kholne se ye numaish ban jaati hai.
Husn me naaz tha nazakat thi,
Ishq ehsaas tha sharafat thi,
Woh zamana bhi kya zamana tha,
Pyaar karna bhi ek ibadat thi…
Ujaale apni yaado ke,
Mere saath rehne do,
Naa jaane kiss gali me,
Zindagi ki shaam ho jaaye.
Maine us taur se chaha tujhe aksar jana…
Jaise mehtab ko be-ant samander chahe…
Jaise Suraj ki kiran seep ke dil me utre…
Jaise Khushboo ko hawa rang se hat kar chahe…
Jaise patthar ke kaleje se kiran photti hai…
Jaise gunche...
Ab to jab bhi
Koi milta hay
Hum us say
apna pata pochtay hain
han dekhoo!!
hum tumhari talash main
khud say bhi door
ja niklay hain…
==
Mujhay her kaifiiyat main kun na samjhay
Wo meray sab havaalay janta hay
Main us ki dastaras main hoon, magar...
Tum Raaz agar hotey, Mein Dil mein chhupa leta
Muskaati hui Aankhein, aelaan na bun jaaein
Jab naam tera aata, Palkon ko jhuka leta
Tum meri taraf chal kar, jiss raah se bhi aatey
Hur simt meri Aankehin, qadmaon ke taley paatey
Aik meethi hansi , hans...
Jo Na Mil Saka Wo Baywafa
Yeh Bare Ajeeb Si Baat Hey
Jo Chala Gaya Mujhay Chor Kar
Wohi Aaj Tak Mere Saath Hey…
Woh tha Roshni K Khayal Main
Wo Na reh saka mera Muntazir
Yeh Khalish Kahan Thi Visaal Main
Mere Justojoo Ko Khabar Nahi
Na Wo Din Rahay...
Uss nay Khat main
Ishq ka Matlab Pooch liya hai
Mein nay Likha hai
Jab Koi Chehra
Dhiyaan Mein Akar
Maan Angan mein Phool Khila day
Jab Koi Naam Labon ko Choo kar
Dharkano ki Tarteeb Bhula day
Jab koi Jazba Kar-e-Junoon se
Atish ko Gulzar bana day
Laikin...
hum apne pyaar ka izhar nahi karte kyunki hum unki haan ya naa se darte hain,agar unhone haan kar di haan toh khushi se mar jayenge agar kar di naa toh ro-ro ke mar jayenge,baat ye nahin hai ke hum apni maut se darte hain,hamari maut par na beh jayen...