You Are Here: Home » Ghazals
koi mujh ko mera bharpur sarapa la de
meray bazu,meri ankhe,mera chehra la de
naya mausam meri binai ko taslim nahe
meri ankho ko wohe khawab purana la de
koi khahish nahe tuj se ay meri umar e rawan
mera bachpan,mery jugnu,meri gurya la de
Yaadai’n jaag jati hyn
Barisho’n k mausam main
Har ghari satati hyn
Barisho’n k mausam main
Shaambhi kisi surat
Chain se nahi kat’ti
Subhai’n bhi satati hyn
Barisho’n k mausam main
Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey
Aankhai’n bheeg...
Sadion say jaagi aankhon ko ek baar sulanay aa jao
Mana k tum ko pyar nahi nafrat hee jatanay aa jao
Jis mor pay hum ko chor gaye hum baithay ab tak soch rahay
Kya bhool hui kyou juda huway bus yeh samjhanay aa jao
Har lamha teri furqat mein hum tarsay...
Sochnay samajhnay say,
sath sath chalnay say,
doriyan simat ti hain,
faslay nahi chaltay,
khawab khawab ankhon main,
ratjagay nahi chaltay,
darguzar k halqay main,
maslay nahi chaltay,
dosti k raston ki,
parwarish zarori hai,
dosti k rastay main,
khafgiyan...
Lakh doori ho magar ehad nibhate rehna.
Jub b barish ho mera soog manate rehna.
Tum gay ho to sari shaam ye adat tehri.
Bus kinare pe khare hath hilate rehna.
Jane is dil ko ye adab kahan se aaye.
Us ki rahoo me nigahoo ko bichate rehna.
1 modat se ye...
Sab kuch milta hai is jahan mein Saquib
Nahin milta to guzra hoa pal nahin milta
Kartey rahe’n ge younhi sairab zameene’n
In aansoo’n ko ab koi aanchal nahin milta
Ghurbat mein mayyasar kahan khushion ki dilbari
Sehra mein kisi ko kabhi baadal nahin...
Main usay kaise aikaila chor don is rah main
sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi.
ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main
door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi
rafta rafta us ko bhi ye duniya ra’as aa gye
muskra k woh mila hy ranjishon...
Bas itni si inaayat mujh pe aik baar kijiye
Kabhi aa ke mere zakhmon ka dedaar kijiye
Ho jaaye begaane aap shauq se sanam
Aapkee hain aapkee rahegey aitbaar kijiye
Parhne waale hi darr jaayen dekh kar ise
Kitaab-e-dil ko itnaa na daagdaar kijiye
Na majboor...
Phir pyar kise tum kehte ho?
Khamosh zuban k lafzo mein,
Kuch poshida si baatein hain,
In poshida si baaton mein,
Kuch chahat ki barsaten hain,
In baton ko hum muddat se,
Seeny me chupa k bethe hain,
Kuch paaye bina kuch khoo dena,
Ye pyar mein hum ne...
Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha,
wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha.
kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di,
mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha.
kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di,
usay maloom...
Kuch Udaas Kuch Khamosh
Kuch Bebas SiLakeerien Merey
Haath Ki?
Dhoondta Rehta Hoon Aksar In Lakeeron Main
Aik Lakeer Tere Naam Ki
Kuch Maloom Bhi Hey
Kuch Dil Bhi Janta Hey
Ke In Lakeeron Main Koi
Lakeer Nahi Tere Naam Ki
Phir Bhi Naa Jane Kion Dhondta...
Jab seena gham se bojhl ho aur yaad kisi ki aati ho,
Tab kamre mein band ho jana aur chupke chupke ro lena,
Jab aankhein bhaari ho jaayen aur yaad mein meri bhar aayen,
Phir khud ko dhoka mat dena,aur chupke chupke ro lena,
Jab palken qarb se mondi ho...
Bhari mehfil mein tanha rehna acha lagta hai
Tere barey mein sochte rehna acha lagta hai
Kabhi pholon mein, kabhi kaliyon mein
Tujh ko hi dhoondhte rehna acha lagta hai
Meri zindgi ki khushiyan tumhi se hain wabasta
Rab say sirf tumhein hi mangna acha...
Lahoo ronay se darta hoon , juda honay se darta hoon ,
Meri aankhain batati hain k main sonay se darta hoon ..
Meri unggli pakar laina mujhe tanha nahi karna,
Ye dunya aik maila hai tumhain khonay se darta hoon…
Jo hansti ho tu kyun palkoon k goshay...
Kachi devaar hun Thokar na lagana mujhko,
Apni nazaron me Basa kr na girana mujhko
Tumko ankhon me tasavvur ki tarh rakhta hun,
Dil me dhadkan ki tarh tum B basana mujhko
Baat karne me jo mushkil ho tumhe mahafil me,
Main samajh jaoga nazron se batana...
Baray-e-naam sahi koi meharbaan to he,
Hamare sar pe Bhi hone ko Aasamaan to he
Teri faraakhdili ko duaen deta hun,
Mere labon pe tere lams ka nishaan to he
Ye aur bat k vo ab yahan nahi rahta,
Magr ye us ka basaya hua makaan to he
Alavaa is k na kuch...
Aik raat hui barsaat bahaut,
Main roya saari raat bahaut.
Her gham tha zamaane ka lekin,
Main tanha tha us raat bahaut.
Phir aankh se aik saawan barsa,
Jab sehar hui to khyal aaya,
Woh baadal kitna tanha tha,
Jo barsa saari raat bahaut.
Har taraf samundar hai kinara kiyon nahin milta,
Mere Mola bata mujhko sahara kiyon nahi milta,
Mujhe is sheher main din bhar hazaaron log milte hain,
Jisse main dhoondne nikla woh piyara kiyon nahin milta,
Jisse chaha, jisse pooja, jisse socha, jisse...
Muhbat hum say karni ho to phir wada nahi karna,
ye waday hum nay Dekhay hain k aksar tot jatay hain
Muhbat hum say karni hai to phir zid bhi nahi karna,
ye zid bhi hum Nay dekhi hai k sathi chhot jatay hain
Muhbat hum say karni hai to phir tohfa nahi...
Sadiyon se jaagi aankhon ko, Ek baar sulaane aa jaao.
Mana ki tumko pyar nahi, Nafrat hi jataane aa jaao.
Jis morr pe mujhko chor gaye, Main baithi abtak soch rahi,
Kya bhool huyee kyon juda huye? Bas ye samjhaane aa jaao.
Har lamha teri furqat me, Main...